Hello Dosto, Android world ki duniya me aapka swagat hai. Aaj hum is post me aapko batayenge china ki popular smartphone company xiaomi ke mobile ke baare me. Xiaomi company 19 january 2017 ko india me Redmi note 4 name ka device launch karnewali hai. Redmi note 4 bahut pehle hi china me MediaTek Processor ke sath launch ho gaya tha. lekin india me MediaTek Processor ke sath nahi launch ho sakta isliye Xiaomi company tay kiya hai ki Xiaomi Redmi Note 4 Smartphone India me Snapdragon Processor ke sath launch hoga. Redmi Note 4 smartphone ki release date 19 january 2017 hai. Ab hum Redmi Note 4 smartphone ki Full Specification, Price ye sab puri jankari samjhe.
Smartphone ki duniya me sabse achha aur sabse kam rate wale phone sirf xiaomi company hi launch karti hai. Abhi tak Redmi Note 4 Smartphone ki india me kitni price hogi ye jankari prapt nahi hui hai, lekin china ke price ke hisab se dekhe to iska price Rs.18,500 ke aaspass hoga. Xiaomi Redmi Note 4 mobile ke baare me puri jankari.
Redmi Note 4 Buy Now Click Here
Full Specification Of Redmi Note 4 in India :-
1. Display:-
Is Mobile ki Screen size 5.5 IPS FHD hai.Iska screen Resolution 1920×1080 pixels hai.
Pixel density 401 ppi hai.
Display type IPS LCD
2. Processor & OS System:-
Redmi Note 4 Smartphone ke Processor ke baare me sahi janakari nahi mili hai ki Snapdragon ka konsa Processor isme use karnewale hai.lekin kuch bade Smartphone Reviewer mante hai ki Redmi Note 4 Smartphone Snapdragon 625 Processor milega.
Iska OS version Android v6.0.0 Marshmallow hoga.
Mi ka MIUI 8 version hoga.
Snapdragon 625 Processor
3. Storage & RAM:-
Redmi Note 4 Smartphone 2 variant RAM & Storage me aapko milega, jiski price alag alag hogi.3GB RAM & 32/64GB Iternal storage hoga.
SD Card up to 256 GB
USB OTA supported
4. Camera:-
Redmi note 4 mobile ke camera me jyada badlav nahi kiya. Isme Rear camera 13 mega pixel ka aur front camera 5 mega pixel ka hai.is camera me Phase Detection, Auto Focus, Dual LED Flash, Geo-Tagging, Smile/Face Detection, HDR/Panorama, f/2.0 Wide Selfi Etc feature add hai.
5. Network & Battery:-
GPRS – YesEDGE – Yes
3G – Yes
4G – Yes
Wi-Fi – Yes
Bluetooth – Yes
GPS – Yes
USB Connectivity – Yes
Capacity – 4100 mAh Li-Polymer Battery Non-Removable.
6. Mobile Sensors:-
Redmi Note 4 Smartphone me fingerprint sensor ke sath sath aur bhi bahut se sensor hai.Fingerprint, Accelerator, Compass, Gyro, Proximity ye sab sensor available is smartphone me.
7. Performance:-
Chipset- Mediatek MT6797 Helio X20Processor- Deca-core 2.1 GHz
Graphics- Mali-T880 MP4
RAM- 3 GB
Architecture- 24 bit
Sim – Dual Sim (Micro-SIM/Nano-SIM, dual stand-by)
Brand – Xiaomi
Model – Redmi Note 4
8. Design:-
Touch Screen – Capacitive Touchscreen, Multi-touchDimensions – 151 x 76 x 8.4 mm (5.94 x 2.99 x 0.33 in)
Weight- 175 grams
9. Multimedia:-
FM Radio – YesLoudspeaker – Yes
Audio Jack – Yes, 3.5 mm
10. Redmi Note 4 Kyo Kharide?
Is mobile me jyada memory aati hai.Iske alawa Impressive battery, Fingerprint scanner jaise acche feature aate hai.
Redmi Note 4 Vs Redmi Note 3 compare :-
Redmi Note 4 aur Redmi Note 3 Smartphone ke Specification me aapko jyada antar nahi milega.Redmi Note 4 aur Note 3 ki Display size same hai, aese bahut se feature hai jo aapko same milege.
in dono mobile phone me processer me aapko antar milega.
Redmi note me camera 13&5 mega pixel ka hai aur Redmi Note 3 me 16&5 MP ka camera hai.
aap dono phone specification compare karenge tab aapko pata chalega ki Redmi Note 4 se accha specification Redmi note 3 ka hai.
Last Word :-
Dosto, Agar aapko MI Xiaomi company ke mobile pasand hai to aap Redmi Note 4 Smartphone ko Flipkart se kharid sakte hai. Umeed hai ki aapkoye post pasand aaya hoga aur aapke liye helpful raha hoga. gar aapko is post me kuch samjh nahi aaya to aap comment karke humein bata sakte hai.
Is post ko social site pe jyada se jyada share kare.