Header Ads

Saturday 11 February 2017

Android mobile Se Video Editing karne ke 6 populer Apps By SkyHindiHelp

0 comments
Aaj sabhi ke pass smartphone hai aur sabhi log Internet ke diwane hai.mobile me agar internet na ho to mobile chalane ka koi umang hi nahi hota hai.Aaj hum apko batayenge ki android mobie se video kaise Editing kare Android mobile Se Video Editing karne ke 6 populer Apps   .Vidyo edit to hur koi karna chahta hai,lekin acchi tarahse video ko editing karne ke liye computer ki jarurat hoti hai,agar apke computer nahi hai to bhi aap aapke apne phote ki video bana sakte hai.aap mobile sebhi aaise video bansake hai.
Android mobile me computer ke laghbhag sare kam mobile se hum kar sakte hai.aaj me apko bataunga ki un Aaps ke bare me jinse hum mobil me bhi acchi tarh se video ko editing kar sakenge.me jin Apps ki bat kar rahahu wo bilkul free hai.jinko apko Playstore me jakar Download karna hai.Aapko agar video ka Background chang karna hai to aap iis Apps ke madhyam se video ka Background badal sakte hai.ye Feature sirf Windows phone me hi uplabhdh hai.lekin aap Android phone se bhi best video editing kar sakte hai.

Top 5 Apps Video Editing:

Apps ko play store me se Download karne padege.Apps ko batane se pahle me ye kahunga aapse ki in Apps ke sabhi Features use karne ke liye aapke phone ka Processor RAM badiya honi chahiye tabhi Aap in Apps ko full Version me istemal kar sakte hai.


(1) Viva Video pro:

Video Editing ke liye sabse use hone wali hai ye Viava Video Android App.Iss Apps se aap kisi bhi tarah ka Video editing kar sakte hai.Isme apko 50+Effects mil Jayenge jinhe aap video me apply kar sakte hai.Aager aap VIDEO THEMES me jayenge to aap vidyo ko sandar arike se video ki saruat karsake hai.aap videos me themes set kar sakte hai.aur video ko creative bana sakte hai. iski Pro Version me Pay karke aap Viva Video ka watermark hat sakte hai.viva video pro app se aap acche video bana sakte hai.

(2) Power Director:

Youtube me video ko uplod karne ke liye video banane ki jarurat hoti hai.Power director App ko khas kar Youtube ke video ke liye Disign ki ya gaya hai.aagar aap ek youtuber hai to fhir aab apko pc ki koi jarurat nahi hai.Aap apne android phone ko hi apna PC bana sakte hai.Power Directer me aap kai layer ke video bana sakte hai.aap video ke uper video chala sakte hai.dusre video e aap apni voice dal sakte hai.video me FX laga sakte hai aur Text add kar sakte hai.isme aapko 20+FX aur TEXT EfFECTS milte hai aur aap LIBARARY se roj nai EFFECTS bhi Download kar sakte hai.

(3) Filmora Go:

Video Editing ke liye filmora go ek achi App hai,Filmora Go se aap Party videos ko achhi tarah se bana sakte hai.filmora Aapko 20 se jyada Thems Provide karta hai.Aagar aap video ko Dub karna chahte hai to iska bhi option filmora me uplabhd hai.iss me jakar aap dub bhi karsake hai.sath me aap text,FX,Music, kuch bhi video me set kar sakte hai.isme apko sabhi tarah ke feture dekhane ko mil jayenge.bus apke phone ki RAM ka achha hona jaruri hai.

(4)  KineMaster-pro video Editer

Video Editing Apps ki tarah Kinemaster bhi kam karta hai.Kine master hi aisa App hai jis se hum jadap se Video ka Background badal kar apne manpasand pic ya video ko set kar sakte hai.lekin video Background changr karne ke liye sabhi android phone me features nahi hoe hai.Iske liye aapke phone me camera bhi accha hona chahiye aur processor bhi acha hona chahiye.apka phone agar normal hai to aap Kinemaster ke basic features ka use kar sakte hai.

(5) Adobe Premier Clip:

Normal video ko editing karne ke liye Adobe premier Clip ek acchi App hai.iss sehum bade aram se video ko edit kar sakte hai.Aap ko kuch bhi sikh ne ki jarurat nahi hai.sabse pahle aap is app ko open kariye aur Videos banane lage.isme aap video filter dal sakte hai,text effects laga sakte hai,images ko jod kar ek acchasa video bana sakte hai.

(6)Androvid-VIDEO EDITOR

Androvid ek aisa android Application hai jo special anroid ke liye effective video banane ke liye banaya gaya hai.me apko iske bare me step by step bata ta hu
– sabse pahle trim video me se unwanted video clip ko remove karde.uske bad video joiner se apni video clip me multiple video ko add kare.video transcoder se apni video clip format ko change kare.sapports conversion se 3GP,AVI,FLV,MP4,MPG,MOV,WMV, aur VOB formats me conversion kare.aur apni photos ka alideshow banaye aur usme music aur effect add kare.apni video me audio Clip ko add kare aur usme audio aur video music ko control kare.apni video clip me audio,theme,effect,brightness,constrest ko adjust kare.video clip ko rotat kare aur clip me text add kare,ab apka video teyar ho gaya hai.aap ise facebook aur Youtub par share kar sakte hai.
Dosto muje umeed hai ki aapko meri ye post video Editing ke App ke bare me jankari apko acchi lagegi,aur aap is post ko share jarur kare

No comments: