Hello Friends- Aaj ham es Post me Aapko Batayege ki Android Phone me Sms or Apps Notification Kaise close Karte hai.
Jesa ki aap jante hai Sms Notification Or Apps Notification
clouse karne ki koi bhi vajah ho skti hai. Jese ki Aap kahi personal
meeting me ho, ya aap Office me khuch jaroori kaam kar rahe ho, ya aap
social work kar rahe ho, ya aap apne friends ko milne gaye ho. Or aapke
phone me baar-baar Sms or Apps notification aarhe ho.To aapka dhyan baar
baar Sms or Apps notification par jata rahta hai. Or aap unhe baar baar
check kerte rahte hai. Jis se aapke kaam me disturbed hota rahta hai.
To bahtar hoga ki jis Apps ki notification jaroori nahi hai us Apps ki
notification close kar de. Jis se aapka dhayan aapke kaam par laga rahe.To Aaiye Jante hai ki Apne Andriod Phone Se Apps Notification Kaise Close karte hai ?
Step 1 – Sabse pahle
ham apne andriod phone ki Apps ko open karke settings par click karte
hai. Ab ek new page open hoga jis me aap niche ki tarf scroll karke jaye
vaha aapko Apps ka option dikhega ya ho skta hai aapke phone me Applications likha
ho vaha click kare. Ab aapke sabhi Apps open ho jayege jo aapne
download kiye hai. Ab aap esme se us App ko select kare jis App ki aap
notification close karna chahte hai.
Step 2- Ab ek new page App info open hoga jisme aapko Show the notifications dikhega
jo pahale se tick hoga ise untick kere. jab aap ise untic kar dege to
ek new page open hoga jo aapse kahega ki aap notification disable kar
rahe hai to aap koi jaroori alart miss kar skte hai. Lekin ham ye
notification jaan boojkar kar close kar rahe hai to Ok par click kare.
Ab aapki es App se aane vali sabhi Notifications close hai. Yadi aap or kisi App ki notification close karna chahate hai to aap ise tarah se close kar skte hai.
To Aaiye Jante Hai ki Apne Andriod Phone Me Sms Notification Close Kaise Karte hai ?
Step 1 – Sabse pahle ham apne andriod phone me massing folder par click karte hai. Ab ek new page open hoga jis me aapko ek corner me 3 (…) dotts dikhege vaha click kare. ab ek chota box open hoga jis me aap setting par click kare.
Step 2 – Ab ek new pag setting open hoga jis me aap niche scroll kare ab aapko 2 options ko untick ya close karne hai 1- Push Service message. 2- Notification Jo pahle se Open hoge jinhe aap untick ya close kare.
To sabse pahale ham Push service messages
ke box ko untic ya close karte hai. kyoki ye push service message vo
message hote hai jo aapka network operator aapko deta hai. jeseki hamare
India me Airtel, BSNL, idea, Vodaphone. En
me se har ek ka alag-alag network hota hai. Jo din bhar aapko messages
bhejte rahate hai. Joki ki aapke kisi kaam ke nahi hote hai.
Ab yadi aap chahte hai ki aapko General Sms notification
nahi chhiye to aap es box ko untick ya close kare. Jab aap es box ko
untic ya close kar dege to ab aapko ek baat ka dhayan rakhna hoga ki ab
aapka phone koi sound or vibration nahi karega or uoopr status bar me
aapko pata nahi chalega ki aapko koi naya message aaya ha.
I hope ye post aapko pasand aaya hoga Or
yadi pasand aaya ho to ise apne friends ke Shath share Jarur kare Or
Agar aapka is post se related koi bhi question hai to comment karke hame
puch sakte hai . And thanks for visiting ……