Blogger ya WordPress Blog ko HTML CSS se design kaise kare
Kisi bhi blog ki design kaise churaye?
Dosto yadi aapko kisi blog ka template pasand he and aap ussey apne blog me shamil karna chahte he to sidhi si baat he ki aap inspect element ya page source ke jariye to aap ussey copy nahi kar sakte ha internet par is bare me ese bahut se tutorial he jo ki iss baat ki pushti karte he ki aap inspect element page source ke jariye aap pura template copy kar sakte he. ye totally wrong he un logo ne apni post ko hava dene ke liye sirf aur sirf galat title and galat information ka istemal kiya he because ve apni post ko popular karna chahte he to aap in sab baato par gaur na karte huve is post ko dhyaan se padhe.Inspect element ke jariye HTML css ka istemal karke blog design karne ka tarika
Dosto yaha pe maine step by step jankari share ki he to is post ko dhayn se padhna anivary he:
Step 2: ab aapko blog ke us part ko select karna he jis blog ke part ki design aapko psand he and apne blog ko bhi is tarah ki design karna chahte he.
Step 3: jab aap us part ko select karle tab waha pe right click kare and inspect element pe click kare,
Step 4:- ab niche ek box open hoga jisme inspector me HTML code dikhayi dega and rules side me CSS code dikhayi dega.
Step 6:- ab aap apne blog ki HTML body section me jaye and aapne jo select kiya tha uska CSS code sidebar me dikhayi dega waha se aap code ka pehla 4-5 words select karke apne blog ke html area me me search kare and same vesa hi CSS code apne blog ki body me change kar de. That’s it. Ab aapka blog ki design bhi aapne jo select kiya tha us tarah dikhayi dene lagega.
Step 7:- aap HTML ko bhi is tarah se edit kar sakte he. aur ha yadi aapka html same nahi he and aap same to same design apply karna chahte he to aapko HTML code bhi badlana padega otherwise CSS work nahi karega
So dosto is tarah se aap HTML CSS ka sitemal karke apne template ki design change kar sakte he. aur apne blog ko alag alag blog me se design lekar ek different designed blog bana sakte he.
[Important notice: – this information is education purpose only. FreeHindiHelp not responsible for any kind of damages]